Khushei Ki Duniya Archiv
332 Episoden
6 Minuten
Desh ke veer jawaano ko ek naya salaam! Hum lekar aa rahe hain ek nayi kahaniyon bhari journey – "Jai Jawan Chronicles – A tribute to our soldiers " – jismein hum aapko sunayenge un veer sainikon ki kahaniyaan jo apni jaan ki parwah kiye bina desh ki raksha karte hain. Ye kahaniyaan sirf jung ke maidan ki nahi, balki unke jazbe, unki kurbani aur unki asli zindagi ki hain. Aaiye, milke in heroes ko ek naya samman dein – unhe respect karein, unke liye dua karein, aur unki kahaniyon ko har dil tak pahuchaayein. Jai Jawan Chronicles – A tribute to our soldiers – kyunki veer kabhi marte nahi, woh dilon mein amar rehte hain.
26 Minuten
Is episode mein maine NEET exam ke struggles ke baare mein baat ki hai, kuch kahaniyaan bhi share ki jo dikhati hain ki ek exam sab kuch nahi hota. Agar aap thake hue ho, haar gaye ho ya akela mehsoos kar rahe ho, toh yeh episode aapke liye ek chhoti si umeed ban sakta hai. Safar yahin khatam nahi hota.
22 Minuten
khudke lie step lena seekho i know difficult hota hai par khudki zindagi hai yarr
3 Minuten
So who is Arav? Aur kya vo Avni ko pahle se janta hai. Akhir kya hai avki ke parents ke jaane ki wajah sab janna hai to suno iska part 2 on Youtube
19 Minuten
Iss baat-cheet bhare episode mein hum khulkar baat karte hain ek aise topic par jo har ladki ke liye zaroori hai—self-respect aur self-defence. Kab tak hum dusron ki soch ke peeche apni value bhoolte rahenge? Samay aa gaya hai ki har ladki apne liye khadi ho, apne boundaries set kare, aur kisi ko bhi apna advantage na lene de.
Aaiye, iss heartfelt aur bold vartalaap mein jodiye meri awaaz se… kyunki khud se pyaar karna sabse zaroori hai.
Aaiye, iss heartfelt aur bold vartalaap mein jodiye meri awaaz se… kyunki khud se pyaar karna sabse zaroori hai.
22 Minuten
ye kahani hai maya aur uske parivaar ki kaise kaale jadu ne unki zindagi main tabaahi laa kar rakh,di aur akhir phir uska anjaam kya hua?
14 Minuten
Ye kahani hai Ruchi aur Nir ki, ek pyari si feel good real life love story. Pyaar aapse kaha takra jayega apko nahi pata, Ruchi ke case main uski tanhaai aur akelepan ko door karte karte kab Nir uske lie itna important ban gaya Richi ko bhi nahi pata laga aur phir kya hua us Valentines ke din ye sunna hai tosun lo️
11 Minuten
Ye kahani hai Ishika ki, aur uske us adhure pyar ki jo sirf ek galatfehmi ki wajah se adhura rah gaya. Ek misunderstaning ne kaise unke itne pyare rishte ko khatam kia janna hai to sunlo ye wala episode
19 Minuten
Kabhi kabhi hum jis insaan se dil laga baithte hain, wo shayad us pyaar ke laayak hi nahi hota.
Iss episode mein aap sunenge Krish ki adhuri love story—ek aisi kahani jahan emotions toh the, par saamne wala insaan galat tha. Pyaar mein jab rishte khatam hua, toh sirf kuch adhoore sawal peeche reh gaye.
Ye kahani hai ek aise pyaar ki, jo shayad galat insaan se ho gaya… lekin Krish ke liye ek seekh ban gaya.
Aaiye, iss episode mein jaaniye us dard, confusion aur sachchai ko… jo kabhi kabhi ek toxic rishte ke baad bhi dil ke kisi kone mein zinda reh jaati hai.
Iss episode mein aap sunenge Krish ki adhuri love story—ek aisi kahani jahan emotions toh the, par saamne wala insaan galat tha. Pyaar mein jab rishte khatam hua, toh sirf kuch adhoore sawal peeche reh gaye.
Ye kahani hai ek aise pyaar ki, jo shayad galat insaan se ho gaya… lekin Krish ke liye ek seekh ban gaya.
Aaiye, iss episode mein jaaniye us dard, confusion aur sachchai ko… jo kabhi kabhi ek toxic rishte ke baad bhi dil ke kisi kone mein zinda reh jaati hai.
23 Minuten
In this light-hearted midweek episode, I’m sharing a few funny and unforgettable moments from my own life that are sure to bring a smile to your face. Along with these fun little stories, I’m also taking a moment to express my heartfelt gratitude to each one of you who made my birthday so special — from your sweet wishes to the lovely surprises and thoughtful gestures. This episode is just a small token of love, laughter, and thankfulness — a warm little catch-up between you and me. So plug in and join me for this short but special ride!
30 Minuten
Avani ne us din ke baad baat karna chhod diya jab usne apne maa-baap ko khote dekha. Apne dadaji ke saath Masoori ki shaanti bhari vaadiyon mein reh rahi thi, lekin uski duniya sirf khamoshi se bhari thi. Phir ek din, ek padosi jo ek chitrakar tha, uski zindagi mein aaya. Dheere-dheere Avani uske kareeb aane lagi, aur uski duniya phir se rangon se bharne lagi. Lekin ek din, jab usne pehli baar kisi se baat ki, usi din usse ek aisi sacchai ka pata chala jo uski duniya hila dene ke liye kaafi thi. Kya jo rishta usne banaya tha, wo saccha tha ya sirf ek sajaya gaya natak?
36 Minuten
Aaj ka episode sirf aur sirf aap sabke naam! Jo bhi main aaj hoon, jo bhi maine banaya hai, wo sirf aap sabki wajah se hai. Aapka pyaar, support aur sath hi meri asli taqat hai. Is episode mein maine dil se shukriya ada kiya hai un sabhi logon ka jo mere saath rahe—har achhe aur mushkil waqt mein. ️
25 Minuten
Ye kahani hai Varun aur Sanskriti ki jinke pyar ki shuruvaat ek cook job se hui phir PG banne ke bad kab sanskriti uski permanent roomate bani uski️